ungli pakad k meri Bachpan me,
mujhe chalna sikhaya,
kabhi thappad mar k rulaya to,
hasna bhi aap ne hi sikhaya.
ladkhra rha tha main jb zindgi ki aandhi me,
har kadam pe mera sath nibhaya.
meri har khwahish puri ki humesha,
bhale hi uske liye kitna bhi ho paseena bhaya.
pyar to har maa baap karte hai apne baccho se,
aapne to mujhe sabse pyar karna hai sikhaya,
duniya ki is bheer me aap hi ne,
mujhe sabse alag hai banaya.
bhale hi aapse door rahu ya pas main,
aapke adrsho ko mene dil me hai basaya,
kin sabdo main aapko bayan karu main,
aap k roop main khud bhagwan ko hi maine paya.
Love u papa..

Comments
Post a Comment