kuch yu chal nikla us rah pr main,
jiska mujhe andaza na tha,
bas tera bharosa teri umeed thi mujhe,
warna samya ka bhi accha koi irada na tha..
jiska mujhe andaza na tha,
bas tera bharosa teri umeed thi mujhe,
warna samya ka bhi accha koi irada na tha..
fir ek pathar se thokar khai mene,
fir dard se aankhe bhigai mene,
kamzor tha bhale hi badan mera,
man me hosle lekin kathin pale mene..
fir dard se aankhe bhigai mene,
kamzor tha bhale hi badan mera,
man me hosle lekin kathin pale mene..
na jaane kab bhatak gya rah se apni,
bhul bhuliya si pagdandiyo me,
umeed bhi kya chodta jab tak jinda tha,
ek nayi rah khud bana li apni..
bhul bhuliya si pagdandiyo me,
umeed bhi kya chodta jab tak jinda tha,
ek nayi rah khud bana li apni..
nahi koi aam insaan main,
mujhme ladne ka ek junoon hai,
gir gir ke bhi uthna aata hai mujhko,
jeena seekha hai mehnat ke sukoon me..
mujhme ladne ka ek junoon hai,
gir gir ke bhi uthna aata hai mujhko,
jeena seekha hai mehnat ke sukoon me..
Comments
Post a Comment